Skip to main content

Baat Cheet Lyrics | Badshah | Latest Punjabi Rap Songs 2015 |

#Baatcheet Lyrics
Rap- #Badshah
Lyrics - #Badshah
Music - #Badshah

It’s alright now aah, lets go
Swag se bharpur, mujhe kalaa ka gurur
Competition se aage
Jalne waalon se koson door
Meri Beamer 220 par
Rear view mirror mein
Koyi nahin dikh raha
Mera maal bikk raha
Baatcheet lyrics on LyricsBell.com
Mujhey mat sikha
Tu khud dekh kya tu likh raha
Badshah ke aage koyi bhi to nahin tikk raha
Swagger check, gaadi check
Teri bandi check, paisa cash
Karoon aish, kyun karoon use card main
Paise ki baat na ho to
Kripya jaayein bhaad mein
Galaa kharab par zuban kharab nahin
Sar mein dard lekin dimag kharab nahin
Pita nahin lekin phir bhi mere bar mein
Jo na ho bete aisi koyi bhi sharab nahin
Show pe show mere rahein hai ho mujhse
Jalne waale apne hosh rahe kho rahe
Kho mujhe dekh kar woh apna aapa
Unnke bachche mujhme dekhte hai apna papa
Get Baatcheet song on LyricsBell.com
Syaapa le liya maine rap karke
Mere peechhe pad gayi duniya
Dekho mere rap karke
Do time ki roti nai mitli logon ko rap karke
Lekin maine kamaaye karodon bete rap karke


Kyun ki faraq hai logon ke
Rap baasi lekin mera rap
Jaise taazi kaaju ki barfi pe
Chaandi ka warak hai
Lambi yeh sadak hai
Tumhaari gadi slow
Mere pass Mercedez woh bhi 2-2
Ek pe main, ek mein yaar dost
Zyaada log nai bas yahi do char dost
Kyun ki zyaada logo se meri baatcheet nahi hai
Par jitnon se bhi baatcheet hai
Baatcheet sahi ahi
Industry saaf hai par industry waale hain gande
Munh pe bhaai par dil ke kaale hain bandey
Kisi ko problem mein dekh ke ho jaate andhe
Mera rap unke gale mein padne waale phande
Main apne kaam se kaam rakhoon
Faltu ki baatein nahin
Paise ki ho baat to phir
Baat ko main dhyan rakhoon
Gurdhe mein jaan rakhoon
Aatam-samman rakhoon
Chalein jab raaton ko sone na de
Mujhse jalne waalon ko
Aisi main zaban rakhoon
Rap ghamaasan likhoon
Bada sa makaan rakhoon
Jalne waale jo na bolein
Main woh baatein sun-ne waale kaan rakhoon
Chhota waayuyan rakhoon
Tre career ko mitti karne waale
Rappon ki dukaan rakhoon
Kabhi bhi na phatne waali .. rakhoon
Apni upar taang rakhoon
Dosto par dene waali jaan rakhoon
Yeah yeah yeah aah!
Kam zyaada nahin, sab rakhoon theek-theek
Main sunooga nahi
Tu thakk jaayega cheekh-cheekh
Main, main bana hoon
Zindagi se seekh-seekh
Tabhi main hu strong-strong
Aur tu hai weak-weak
Har week mere baare kuchh na kuchh chhaape
Internet magazines
Akhbaro waale mujhse interview mein poochhein
Aise se sawal
Jaise mere liye buna ja raha ho koyi jaal
Jaise mujhse sun-na chaahein kuchh sansanikhez
Jaise kya sach mein maine likhe gaane Honey ke
Kaise rishtey mere soni music company ke
Na jaane aise kitne sawal funny se
Par main sab samajhta hu
Aakhir unka kaam hai
Naam na loonga kyun ki aakhir unka naam hai
Mehanga bada daam hai dimaag ke araam ka
Faltu ke pangon mein main padhta nahi khaamkha
It’s your boy Badshah
Naam sabko yaad hai
Mujhse jalne waala agle saal barbad hai



Baat Cheet's Video Coming Soon......



bY Sourabh Singh Sumal

Get Latest Punjabi Songs Video On My YouTube Channel .....



Comments

Popular posts from this blog

Naagin Gin Gin Lyrics - Aastha Gill

It's Blue, Tere Bin Sune Pardesi It's Blue, Tere Bin Sune Pardesi Naagin (gin, gin, gin, gin, gin, gin, gin, gin, gin, gin, Margai 😃) Sajna Bin Tere Laage Aagan Tedhe Mein Nach Na Jaanu Ek Raat any More Lehrana Na Bhooli Ithlana Na Bhuli Ghar Aajana Do you love me any more Click the link to read the full lyrics:-  https://thelyrically.com/naagin-lyrics-aastha-gill

Daaru Party Lyrics by Millind Gaba

Daaru Party Lyrics by  Millind Gaba Singer Music & Lyrics: Millind Gaba (Music MG) Video Directed by: Shabby Singh & Kamaljot Singh Label: Speed Records Daru Party Lyrics Ye kaha se laaya teekhi hai bhai badi Aaloo Bhujia! Aye bhai thodi aur daal de Fridge vichon ice cube bhi nikal de (x2) Haath mein liquor ho Kuch na fikar ho Na ho ghar waale Naa hi unka dar ho Whisky ho ya Rum Badte chale hum Rukenge na ye kadam Karenge daaru party Hoye.. hoye.. hoye (x4) Ek peg aur bana na yaar Abey sun na bhai Destiny palat gayi Aisi palat gayi Jiski ummeed na thi Aisi ladki patt gayi Mere kol aake Mere naal satt gayi Gall ohde lagg ke Feeling meri wadh gayi Destiny palat gayi Aisi palat gayi Jiski umeed na thi Aisi ladki patt gayi Mere kol aake Mere naal satt gayi Gall ohde lagg ke Feeling meri wadh gayi Ae bhai ab achi khaasi chadh rahi hai Dheere dheere du...

Vande Mataram Lyrics – Sonu Nigam | RAW

Vande Mataram Lyrics – Sonu Nigam | RAW : Vande Mataram Lyrics - RAW: Romeo Akbar Walter is a forthcoming 2019 Indian Hindi true to life spy spine chiller movie composed and coordinated by Robbie Grewal. This is the first song of the movie "Vande Mataram" sung by soulful singer Sonu Nigam, and the song verse done by Shabbir Ahmed while the song also composed by him. The song is starring given by John Abraham, Mouni Roy, Jackie Shroff & Sikandar Kher. Vande Mataram Lyrics Har kadam vatan mere naaz hai tera Har kadam vatan mere Naaz hai tera Azaad Mai hu Aur vatan Azaad hai mera Azaad Mai hu Aur vatan Azaad hai mera Vande mataram Vande mataram Vande mataram Vande mataram Sarfaroshi ko chale hai baandh ke kafan Dushmano ko karne unki mitti me dafan Ab jo hamari taraf badhe koi kadam Itihaas se mithadenge buniyaad unki hum Marke bhi mitne na de Marke bhi mitne na de tirange ki ye shaan Hidostan tere liye dedenge apni jaan Vande mataram Vande mataram Vande mataram Sujalam sufa...